Kya Anxiety Se Heart Attack Ho Sakta Hai?

Anxiety ya heart attack ka confusion

Kya anxiety se heart attack ho sakta hai?Isse pehle humein yeh pata hona chahiye ki anxiety hoti kya hai. Anxiety start kahaan se hoti hai? Uske baad hi hum samajh paayenge ki anxiety se heart attack ho sakta hai ya nahi. Anxiety Anxiety start hoti hai humari negative overthinking se. Jab hamare dimaag mein negative … Read more

Anxiety kaise shuru hoti hai? 5 main Root causes in daily life

Person experiencing anxiety, representing mental health struggles in a motivational context

Bachpan ke dar se anxiety ka beej padta hai Anxiety shuru hoti hai hamare bachpan se, jab hamare parents humein har choti choti cheez mein darate hain. Jaise koi guest aa rahe hain, toh pehle hi bol dete hain:“Jaise vo aayega uske pair chhune hain, uske aage badtameezi nahi karni.” Unka intention hota hai ki … Read more

Anxiety Attack vs Panic Attack – Ek Farak Jo Har Koi Samajhta Nahi, Par Mehsoos Har Koi Karta Hai

“Yaar, mujhe lagta hai kuch ho jaayega… saans nahi aa rahi… dil tez dhadak raha hai… kya yeh anxiety hai ya panic attack?”Kabhi aapne yeh socha hai?https://khuljamind.com/anxiety-kaise-feel-hoti-hai-physical-aur-emotional-signs/ Main bhi wahi sochta tha. Office ki job, deadlines ka pressure, ghar ke expectations, social media ka dikhawa – sab kuch ek saath dum ghonti si feeling deta … Read more

Panic Attack Kya Hota Hai? Symptoms Aur Treatment – Ek Real Kahani

Ek ladki jise panic attack ho raha hai, woh apne seer ko pakad ke ghabraye hue expression mein hai.

Panic attack tab hota hai jab tumhe lagta hai ke bas tum ab marne wale ho. Ab maut tumhare samne khadi hai. Tum ro rahe hote ho, aur jo tumhare saath hota hai usse bas yeh dua kar rahe hote ho ki, “Mujhe ek baar bacha lo, aaj bacha lo… mai tere peeche jaan de … Read more

Anxiety ke Emotional Signs jo Log Ignore Karte Hain

"Mental health awareness image representing hope and healing."

Anxiety aajkal ke lifestyle mein bahut aam si cheez ho gayi hai.Chhoti-chhoti baaton mein darr lagna aur uske baad ghabrahat hone lag jaati hai.Aisa lagta hai ke kuch ho jayega aur bahut zyada bechaini hoti hai.Iska main reason hai lifestyle mein aaye changes. Jaise ki hume kahin jaana hota hai, toh Uber kar lete hain, … Read more

Anxiety ke 11 Common Physical Symptoms

Anxiety ke physical symptoms jaise heart rate badhna, paseena aana aur neend na aana

Aajkal ke lifestyle mein anxiety ek common word ban gaya hai. Har doosra banda isse face karta hai, aur iski wajah kaafi cheezon se judi hai. Aajkal log apni feelings aur emotions social media par share karte hain, apne asli doston ki jagah virtual doston ke saath baat karna zyada prefer karte hain. Social media … Read more

Overthinking se Anxiety ka Kya Connection Hai?

person overwhelmed with thoughts showing signs of anxiety due to overthinking

Aajkal ke lifestyle mein “overthinking” ek bahut common word ban chuka hai. Har dusre bande se sunne ko mil jaata hai —“Yaar, main bahut sochta hoon.”“Mujhe overthinking ki bimari hai.”“Chhoti si baat hoti hai, par woh baat dimaag mein ghoomti rehti hai.”“Fir raat ko neend bhi nahi aati.” Lekin overthinking tab tak normal hai jab … Read more

Kya anxiety normal hai? Har kisi ko hoti hai kya?

Kya anxiety normal hai hor har kisi ko hoti hai haa anxiety normal hai har kisi ko hoti hai jaise exam se pehle ghbarat hone lgti hai ke pta ne mujje paper aata hoge ke nhe mai pass ho junga es paper ase bhut se question hmere dimag mai chlna lgta hai but paper khatam … Read more

Anxiety kaise feel hoti hai? Physical aur Emotional Signs

Anxiety hume tab feel hoti hai jab koi aisi situation hamare saamne aa jati hai jisme humare mann mein darr baith jata hai. Aur agar humare mind mein negative thought patterns pehle se strong hain, toh woh aur zyada trigger ho jaate hain. Jaise kisi insaan ko heart attack ka darr lagta hai, aur agar … Read more

Stress vs Anxiety: Dono Mein Kya Farak Hai?

Stress aur anxiety dono mental health se related hain, lekin dono mein kaafi farak hai. Stress ek external problem hoti hai, jabki anxiety ek internal problem hoti hai. Hum stress tab feel karte hain jab humare paas koi external tension ho, jaise loan ki EMI aa gayi ho aur paise na ho. Hum sochne lagte … Read more