Fear of Height (Acrophobia) – Ek Aisa Darr Jo Sirf Logon Ko Mazak Lagta Hai, Par Humare Liye Yeh Panic Hai

"Fearful person looking down from a tall building, symbolizing acrophobia"

Fear of height yaani acrophobia ek aisa phobia hai jo sirf physical nahi, mental torture bhi ban jata hai. Real-life emotional story ke zariye samjho is dar ke asli feelings aur kaise isse overcome karein. Fear of Height Experience – Jab Friends Chill Karte Hai Aur Hum Panic Se Guzarte Hai Aajkal aapne dekha hoga, … Read more

Kya Anxiety Ka Matlab Hai Pagal Hona? Myths vs Reality

"Minimalist motivational quote image about anxiety awareness and inner strength."

“Pagal ho gaya hai kya?”Yehi sunna padta hai jab kisi ko anxiety hoti hai. Log samajhte hai ke jisko anxiety hai, vo mentally weak hai… ya shayad pagal ho gaya hai. Lekin sach yeh hai – anxiety ka matlab pagal hona bilkul nahi hota. Is blog mein hum isi myth ko todne wale hain – … Read more

Real BP vs Anxiety BP – Dono mein kya farak hai?

anxiety bp

Real BP aur Anxiety BP – yeh kya hota hai?Kyuki humein toh bas yeh hi pata tha ke agar BP high hota hai, toh iska matlab hai heart problem, stroke, kidney issues, aankhon ki kamzori, ya phir body pain aur headache. Lekin kya aap jaante ho ki real BP aur anxiety BP actually do alag … Read more

Kya Anxiety Se Heart Attack Ho Sakta Hai?

Anxiety ya heart attack ka confusion

Kya anxiety se heart attack ho sakta hai?Isse pehle humein yeh pata hona chahiye ki anxiety hoti kya hai. Anxiety start kahaan se hoti hai? Uske baad hi hum samajh paayenge ki anxiety se heart attack ho sakta hai ya nahi. Anxiety Anxiety start hoti hai humari negative overthinking se. Jab hamare dimaag mein negative … Read more

Social Anxiety Disorder Kya Hota Hai? Signs & Solutions – Ek Real Kahani Ke Saath

Log kya sochenge?”Yeh chhoti si line meri zindagi ka sabse bada darr ban chuki thi. Main hoon Aarav, ek 27 saal ka normal sa insaan, lekin mere andar ek aisi ladai chal rahi thi jo koi nahi dekh pa raha tha. Bahar se sab kuch theek tha – ek acchi naukri, ek decent lifestyle, lekin … Read more

Anxiety Attack vs Panic Attack – Ek Farak Jo Har Koi Samajhta Nahi, Par Mehsoos Har Koi Karta Hai

“Yaar, mujhe lagta hai kuch ho jaayega… saans nahi aa rahi… dil tez dhadak raha hai… kya yeh anxiety hai ya panic attack?”Kabhi aapne yeh socha hai?https://khuljamind.com/anxiety-kaise-feel-hoti-hai-physical-aur-emotional-signs/ Main bhi wahi sochta tha. Office ki job, deadlines ka pressure, ghar ke expectations, social media ka dikhawa – sab kuch ek saath dum ghonti si feeling deta … Read more

Panic Attack Kya Hota Hai? Symptoms Aur Treatment – Ek Real Kahani

Ek ladki jise panic attack ho raha hai, woh apne seer ko pakad ke ghabraye hue expression mein hai.

Panic attack tab hota hai jab tumhe lagta hai ke bas tum ab marne wale ho. Ab maut tumhare samne khadi hai. Tum ro rahe hote ho, aur jo tumhare saath hota hai usse bas yeh dua kar rahe hote ho ki, “Mujhe ek baar bacha lo, aaj bacha lo… mai tere peeche jaan de … Read more

Anxiety ke Emotional Signs jo Log Ignore Karte Hain

"Mental health awareness image representing hope and healing."

Anxiety aajkal ke lifestyle mein bahut aam si cheez ho gayi hai.Chhoti-chhoti baaton mein darr lagna aur uske baad ghabrahat hone lag jaati hai.Aisa lagta hai ke kuch ho jayega aur bahut zyada bechaini hoti hai.Iska main reason hai lifestyle mein aaye changes. Jaise ki hume kahin jaana hota hai, toh Uber kar lete hain, … Read more

Anxiety ke 11 Common Physical Symptoms

Anxiety ke physical symptoms jaise heart rate badhna, paseena aana aur neend na aana

Aajkal ke lifestyle mein anxiety ek common word ban gaya hai. Har doosra banda isse face karta hai, aur iski wajah kaafi cheezon se judi hai. Aajkal log apni feelings aur emotions social media par share karte hain, apne asli doston ki jagah virtual doston ke saath baat karna zyada prefer karte hain. Social media … Read more

Anxiety kaise feel hoti hai? Physical aur Emotional Signs

Anxiety hume tab feel hoti hai jab koi aisi situation hamare saamne aa jati hai jisme humare mann mein darr baith jata hai. Aur agar humare mind mein negative thought patterns pehle se strong hain, toh woh aur zyada trigger ho jaate hain. Jaise kisi insaan ko heart attack ka darr lagta hai, aur agar … Read more