Anxiety kaise feel hoti hai? Physical aur Emotional Signs

Anxiety hume tab feel hoti hai jab koi aisi situation hamare saamne aa jati hai jisme humare mann mein darr baith jata hai. Aur agar humare mind mein negative thought patterns pehle se strong hain, toh woh aur zyada trigger ho jaate hain. Jaise kisi insaan ko heart attack ka darr lagta hai, aur agar … Read more

Stress vs Anxiety: Dono Mein Kya Farak Hai?

Stress aur anxiety dono mental health se related hain, lekin dono mein kaafi farak hai. Stress ek external problem hoti hai, jabki anxiety ek internal problem hoti hai. Hum stress tab feel karte hain jab humare paas koi external tension ho, jaise loan ki EMI aa gayi ho aur paise na ho. Hum sochne lagte … Read more

Anxiety Hone Ke 5 Psychological Reasons Jo Log Ignore Kar Dete Hain

Anxiety aajkal bohot common word ho gaya hai. Aajkal hum kaafi sunte hain, “Yaar, main phad mein jaata hoon, mujhe anxiety hone lagti hai,” ya phir, “Yaar, main hospital jaata hoon, mujhe anxiety hone lagti hai.” Yeh anxiety word itna normal ho gaya hai, lekin apne bhi kabhi na kabhi school mein feel kiya hoga, … Read more

Mere Anxiety Ki Kahaani

Mere Anxiety Ki Kahaani Yeh sab start hua tha ek simple si raat se. Main sone gaya tha, lekin neend hi nahi aa rahi thi. Dimag mein bas ek thought loop chalu ho gaya – papa ko heart attack aaya tha, toh kya mujhe bhi ho sakta hai? Mujhe laga main bhi mar jaunga. Dil … Read more